SONG: Khush Ho Rahe The Pahle Thukra Ke Jindagi Ko - खुश हो रहे थे पहले ठुकरा के जिन्दगी को

Khush Ho Rahe The Pahle Thukra Ke Jindagi Ko - खुश हो रहे थे पहले ठुकरा के जिन्दगी को

LYRICS:
khush ho rahe the pahle thukra ke zindagi ko khush ho rahe the pahle thukra ke zindagi ko ab dundhte hai dekho ghabra ke zindagi ko khush ho rahe the pahle thukra ke zindagi ko nadaniyo pe apni kya kya tha naaz humko nadaniyo pe apni kya kya tha naaz humko sharma rahi hai ab sharma ke zindagi ko khush ho rahe the pahle thukra ke zindagi ko ab dundhte hai dekho ghabra ke zindagi ko khush ho rahe the pahle thukra ke zindagi ko ghamkhar koi na apna humdam na koi apna ghamkhar koi na apna humdam na koi apna phir kaun laye wapas samjha kar zindagi ko khush ho rahe the pahle thukra ke zindagi ko ab dundhte hai dekho ghabra ke zindagi ko khush ho rahe the pahle thukra ke zindagi ko