SONG: Khuli Jo Aankh To Vo Tha Na Vo Zamana Tha - खुली जो आँख तो वो था ना वो ज़माना था

Khuli Jo Aankh To Vo Tha Na Vo Zamana Tha - खुली जो आँख तो वो था ना वो ज़माना था

LYRICS:
khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha dahakati aag thi tanhai thi fasana tha khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha gamo ne baant liya hai mujhay gamo ne gamo ne gamo ne baant liya hai gamo ne baant liya hai mujhay tun aapas me ki jaise main koi luta hua khajana tha ki jaise main koi luta hua khajana tha dahakati aag thi tanhai thi fasana tha khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha ye kya chnd hi kadamo pe thak ke baith gaye thak ke baith gaye baith gaye ye kya chnd hi kadamo pe thak ke baith gaye thak ke baith gaye baith gaye tumhe to sath mere door tak nibhana tha dahakati aag thi tanhai thi fasana tha khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha mujhay jo mere lahu me daboke daboke guajra hai mujhay jo mere lahu me daboke guajra hai wo koi gair nahi yaar ek purana tha wo koi gair nahi yaar ek purana tha dahakati aag thi tanhai thi fasana tha khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha khud apne hath se khud apne hath se khud apne hath shahjad usko kaat diya kaat diya khud apne hath shahjad usko kaat diya ki jis drakhat ki tahani pe aashiyana tha ki jis drakhat ki tahani pe aashiyana tha dahakati aag thi tanhai thi fasana tha khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha