SONG: Khul Simsim Khulum Khula, Khil Khil Gaye Gula - खुल सिमसिम खुलम खुला, खिल खिल गये गुला

Khul Simsim Khulum Khula, Khil Khil Gaye Gula - खुल सिमसिम खुलम खुला, खिल खिल गये गुला

LYRICS:
khul simsim khulum khula khil khil gaye gulla khelo hip hip hip hurre hurre hulla hulla raja ki kho gayi rani rani ka kho gaya gulla dhunde ikka dukka tigi choki panji chakki sati athi nahla dahla khul simsim khulum khula khil khil gaye gulla khele hip hip hip hurre hurre hulla hulla thele ka mangu na buta aap jale aankh jale dant ne khaya buta thele ka mang ke chutta duble ne bhuna buta aap jale aankh jale dant ne khaya buta duble ki sunkar boli ha duble ki sunkar boli hasti haklo ki toli haske khelo holi khul simsim khulum khula khil khil gaye gulla khele hip hip hip hurre hurre hulla hulla duble ne pahni pagdi duble pe mar gayi tagdi mar khaye khar khaye sath khilaye rabdi panghat pe aag jali hai duble ki baat chali hai arey duble ki pagdi me gulle ki khabar mili hai hip hip hip hurre hulla rani ka kho gaya gulla dhude ikka dukka tigi choki panji chakki sati athi nahla dahla khul simsim khulum khula khil khil gaye ho gaya gulla khele hip hip hip hurre hurre hulla hulla