SONG: Khuda Khair Kare - खुदा खैर करे

Khuda Khair Kare - खुदा खैर करे

LYRICS:
khuda khair kare aaye zanzeer ki jhankar khuda khair kare dil hua kiska giraftaar khuda khair kare aaye zanzeer ki jhankar jaane ye kaun meri ruh ko chukar guzara jaane ye kaun jaane ye kaun meri ruh ko chukar guzara ek qyamat hui bedaar ek qyamat hui bedaar khuda khair kare lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai ek chamakti hui talwaar khuda khair kare aaye zanzeer ki jhankar khuda khair kare dil hua kiska giraftaar khuda khair kare aaye zanzeer ki jhankar