SONG: Khuda Kaa Shukra Hai - खुदा का शुक्र हैं

Khuda Kaa Shukra Hai - खुदा का शुक्र हैं

LYRICS:
khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam sharaab jisne banaayi use humara salaam use humara salaam khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam sharaab jisne banaayi use humara salaam use humara salaam khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam ye jeete ji hi karati hai sair jannat ki ye jeete ji hi karati hai sair jannat ki ye jeete ji hi karati hai sair jannat ki isiliye hi toh shayad hui sharaab haraam isiliye hi toh shayad hui sharaab haraam sharaab jisne banaayi use humara salaam use humara salaam khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam yeh maikada hai yaha ka nijaam ulta hai yeh maikada hai yaha ka nijaam ulta hai yeh maikada hai yaha ka nijaam ulta hai jo ladkhada na saka pike ho gaya badnaam jo ladkhada na saka pike ho gaya badnaam sharaab jisne banaayi use humara salaam use humara salaam khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam sharaab itni sharifana chiz hai aadam sharaab itni sharifana chiz hai aadam sharaab itni sharifana chiz hai aadam ke pike aadmi sach bolta hai subhaho shaam ke pike aadmi sach bolta hai subhaho shaam sharaab jisne banaayi use humara salaam use humara salaam khuda kaa shukra hai warna gujarti kaise shaam