SONG: Khuda Huzur Ko Meri Bhi Jindagi De De - ख़ुदा हुज़ूर को मेरी भी ज़िंदगी दे-दे

Khuda Huzur Ko Meri Bhi Jindagi De De - ख़ुदा हुज़ूर को मेरी भी ज़िंदगी दे-दे

LYRICS:
khuda huzur ko meri bhi jindagi de de khuda huzur ko meri bhi jindagi de de bagair aapke behtar hai mera mar jana na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga jiyega kaise andhere me koi parwana khuda huzur ko meri bhi jindagi dede khuda huzur ko rahe huzur ki hum par nigahe karam to hum khuda ko na dhudhe kabhi khuda ki kasam rahe huzur ki hum par nigahe karam to hum khuda ko na dhudhe kabhi khuda ki kasam hamare waste jannat hai aapki bahe hamare waste jannat hai aapki bahe hila sakegi na dunia kabhi wafa ke kadam khuda huzur ko meri bhi jindagi de de bagair aapke behtar hai mera mar jana khuda huzur ko wo bijliya hai wo bijliya hai najar me jo badlo me nahi sharab or bhi hai sharab or bhi hai sirf boltlo me nahi wo bijliya hai najar me jo badlo me nahi sharab or bhi hai sirf boltlo me nahi jara si bat hai dunia agar ise samjhe jara si bat hai dunia agar ise samjhe jara si bat jara si bat jara si bat hai dunia agar ise samjhe lo shama dil me jo jalti hai mahfilo me nahi khuda huzur ko meri bhi jindagi de de bagair aapke behtar hai mera mar jana na ho ye shama to mahfil ka rang kya hoga jiyega kaise andhere me koi parwana khuda huzur ko meri bhi jindagi dede khuda huzur ko