SONG: Khud Samajh Lo Ki Ye Iltiza Kya Hoti Hai - खुद समझ लो की ये इल्तिजा क्या है

Khud Samajh Lo Ki Ye Iltiza Kya Hoti Hai - खुद समझ लो की ये इल्तिजा क्या है

LYRICS:
khud samajh lo ki ye iltiza kya hai khud samajh lo ki ye iltiza kya hai hami kah de to phir maza kya hai hami kah de to phir maza kya hai hai har ek sans ek naya paigaam hai har ek sans ek naya paigaam kya bataye ke dil me kya kya hai kya bataye ke dil me kya kya hai sathi jab tak na ho barabar ka sathi jab tak na ho barabar ka zindagi me bhara hua kya hai zindagi me bhara hua kya hai tum hame chaho hum tumhe chahe tum hame chaho hum tumhe chahe jab ye tay hai to phir gila kya hai jab ye tay hai to phir gila kya hai