SONG: Khud Ko Jara Pahchan - खुद को जरा पहचान

Khud Ko Jara Pahchan - खुद को जरा पहचान

LYRICS:
aandhi mein gunaho ka diya jal nahi sakta jo bachke aa pahucha hai anjaam tera tere hi hatho mai hai nadan khud ko jara pahchan tu khud ko jara pahchan agar fristo ke liye insan teri shan khud ko jara pahchan tu khud ko jara pahchan mathe pe kiya hazar gunaho ko mita de gunaho ko mita de neki ke diye gam ke andhere mein jala de andhere mein jala de do din ke khushi ke liye tu bech na imaan tu bech na imaan agar fristo ke liye insan teri shan khud ko jara pehchan tu khud ko jara pehchan jannat na kurano na yhudo ke liye hai jannat na kurano na yhudo ke liye hai alaah ka ye ghar to shahido ke liye hai hai wakt sambhalne ka sambhal ja are nadan sambhal ja are nadan agar fristo ke liye insan teri shan khud ko jara pehchan tu khud ko jara pehchan kya teri duwao se falak hil nahi sakta falak hil nahi sakta is dar se jo tu chahe to kya mil nahi sakta to kya mil nahi sakta thak jayega neki se burayi ka ye tufan burayi ka ye tufan agar fristo ke liye insan teri shan khud ko jara pehcha agar fristo ke liye insan teri shan tu khud ko jara pehcha