SONG: Khud Bakhud Ishq Ka Izhaar Ho Jata - खुद इश्क का इजहार हो जाता

Khud Bakhud Ishq Ka Izhaar Ho Jata - खुद इश्क का इजहार हो जाता

LYRICS:
khud ba khud ishq ka ijhar hua jata hai khud ba khud ishq ka ijhar hua jata hai sach kahe aapse, sach kahe aapse kuch pyar hua jata hai khud ba khud ishq ka ijhar hua jata hai aap bhi apni nigaho ko jara samjha de iss tarah pyar se mujhko kabhi dekha na kre husne masum husne masum gunhagar hua jata hai khud ba khud ishq ka ijahar hua jata hai ham jafaye khata dastur na hone denge pyar ko itna bhi majbur na hone denge julm kaisa mere, julm kaisa mere sarkar hua jata hai khud ba khud ishq ka ijhar hua jata hai husn ke taan na jalvo ke tamshe lekar ham to aaye hai mohabbat ke tagaje lekar dil hakikat ka, dil hakikat ka talabgar hua jata hai khud ba khud ishq ka ijahar hua jata hai