SONG: Khubsurat Hai Teri Tarha Shikayat Teri - खुबसूरत है तेरी तरह शिकायत तेरी

Khubsurat Hai Teri Tarha Shikayat Teri - खुबसूरत है तेरी तरह शिकायत तेरी

LYRICS:
khubsurat hai teri tarah shikayat teri is shikayat se jhalakti hai mohabbat teri khubsurat hai pyas le aayi hai sathi tere maykhane me dhaal di husn ki may ruh ke paymane me dil ke shishe me utar aayi hai surat teri khubsurat hai teri tarah shikayat teri khubsurat hai tujhko yu dekha jis tarah chaman ko dekhe tujhko yu pooja hai jis tarah sanam ko pooje ki hai in aankho ne din raat ibaadat teri khubsurat hai teri tarah shikayat teri khubsurat hai dil wo jannat hai ke mahlo ke khandhar kuch bhi nahi daaman-e-ishk me laal or gohar kuch bhi nahi dard daulat hai meri, dard hi daulat teri khubsurat hai teri tarah shikayat teri khubsurat hai milke hum sare jamane ko badal sakte hai jaise phulo pe chale aag pe chal sakte hai shart bas ye hai ke mil jaye re takat teri khubsurat hai teri tarah shikayat teri khubsurat hai