SONG: Khubsurat Hai Rangat - खूबसूरत है रंगत

Khubsurat Hai Rangat - खूबसूरत है रंगत

LYRICS:
khubsurat hai rangat gulabi hai mere saiya me kitni kharabi hai wo sharabi sharabi sharabi hai sharabi hai khubsurat hai khubsurat hai rangat gulabi hai mere saiya me kitni kharabi hai wo sharabi sharabi sharabi hai sharabi hai khubsurat hai roz kehta hai milne ko milta nahi shaam ko yaad rehta hai wada kahi roz kehta hai milne ko milta nahi shaam ko yaad rehta hai wada kahi nahi aayi abhi tak koi aisi raat nahi aayi abhi tak koi aisi raat jab ye botal nigodi na ho uske sath baate shahana baate shahana aadat nawabi hai mere saiya me kitni kharabi hai wo sharabi sharabi sharabi hai sharabi hai khubsurat hai usko pine se roko to ladta hai wo jitna samjhao utna bigadta hai wo usko pine se roko to ladta hai wo jitna samjhao utna bigadta hai wo jane kisne banayi ye papan sharab jane kisne banayi ye papan sharab kar diya mere saiya ko jisne kharab nargi si aankhe nargi si aankhe chehra kitabi hai mere saiya me kitni kharabi hai wo sharabi sharabi sharabi hai sharabi hai khubsurat hai khubsurat hai rangat gulabi hai mere saiya me kitni kharabi hai wo sharabi sharabi sharabi hai sharabi hai khubsurat hai