SONG: Khoya Rahu Tujh Mein - खोया रहूँ तुझमें

Khoya Rahu Tujh Mein - खोया रहूँ तुझमें

LYRICS:
(main kya kahoon aab tere) khoya rahoon tujhme ye saara din raatein katoon aab toh main taare gin jeena lage aab kahin tere bin haye kya karoon ? ye dil tera kahe kya? mujhko bata main kya karoon? ajnabi, ajnabi si koi chaha hai makhmali, makhmali si koi aaha hai ajnabi, ajnabi si koi chaha hai makhmali, makhmali si koi aaha hai main ishq ke dariya mein bah gaya jo pahle tha aab na woh rah gaya teri parchaiyan khwab mein teri rahnaiyan rahon mein teri sahnaiyan aahon mein haye kya karoon ? ye dil tera kahe kya? mujhko bata main kya karoon?