SONG: Khol Aankhen, Muhabbat Zindaa Rahati Hai - खोल आंखें, मोहब्बत जिन्दा रहती है

Khol Aankhen, Muhabbat Zindaa Rahati Hai - खोल आंखें, मोहब्बत जिन्दा रहती है

LYRICS:
khol aankhe apne khwabe naaz se jaag mere pyar ki aawaz se zindagi betaab hai tere liye aa gale lag ja usi andaz se mohabbat jinda rahti hai mohabbat mar nahi sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahi sakti mohabbat jinda rahti hai mohabbat mar nahi sakti ye kah do maut se jakar ke ik diwana kahta hai ye kah do ke ik diwana kahta hai koi diwana kahta hai meri ruhe mohabbat mujhse pahle mar nahi sakti mohabbat jinda rahti hai mohabbat mar nahi sakti chali aa o meri jane tamanna dil ki mehfil me chali aa, chali aa, chali aa chali aa dil ki mehfil me meri ja dil ki mehfil me tu mujhse dur ho ulfat gawara kar nahi sakti mohabbat jinda rahti hai mohabbat mar nahi sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahi sakti mohabbat jinda rahti hai mohabbat mar nahi sakti