SONG: Khizan Ke Daur Mein Aise Bhi - खिजाँ के दौर में ऐसे भी कुछ मुक़ाम आये

Khizan Ke Daur Mein Aise Bhi - खिजाँ के दौर में ऐसे भी कुछ मुक़ाम आये

LYRICS:
khizan ke daur main aise bhi kuch mukam aaye gulo pe waqt pada hai to haar kaam aaye gulo pe waqt pada hai to haar kaam aaye kisi ne kadar na ki mere didyetar ki kisi ne kadar na ki mere didyetar ki zami pe ashk gire aasmaan ke kaam aaye zami pe ashk gire aasmaan ke kaam aaye kamaale japte mohabbat isi ko kahte hai kamaale japte mohabbat isi ko kahte hai tamam umar tamam umar juba par na unka naam aaye tamam umar juba par na unka naam aaye wo shamma yaad jo kisi ek anjuman mein jale wo shamma yaad jo kisi ek anjuman mein jale ek aisi shamma jalao jo sab ke kaam aaye ek aisi shamma jalao jo sab ke kaam aaye khizan ke daur main aise bhi kuch mukam aaye