SONG: Khili Kali Armaan Ki Parva Kise Jaha - खिली कली अरमान की परवाह किसे जहान

Khili Kali Armaan Ki Parva Kise Jaha - खिली कली अरमान की परवाह किसे जहान

LYRICS:
khili kali armaan ki parva kise jahaan ki pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki khili kali armaan ki parva kise jahaan ki pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki aaj chhalakta jaam le aaj chhalakta jaam le mere laakho salaam le ji bhar ke ji bhar bhar ke pi marji mere mehrbaan ki khili kali armaan ki parva kise jahaan ki pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki tu dil ke har raag me tu dil ke har raag me mere har andaaz me mera jahan tujhme nihan khaun kasam jaan ki khili kali armaan ki parva kise jahaan ki pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki mahfil ke aagosh me mahfil ke aagosh me kar du tujhe madhosh main arman jage fir na lage najre beyimaan ki khili kali armaan ki parva kise jahaan ki pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki khili kali armaan ki parva kise jahaan ki pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki