SONG: Kheloge Kaun Sa Khel Mere Lal - खेलोगे कौन सा खेल मेरे लाल हो मेरे लाल

Kheloge Kaun Sa Khel Mere Lal - खेलोगे कौन सा खेल मेरे लाल हो मेरे लाल

LYRICS:
kheloge kaun sa khel mere lal ho mere lal kheloge kaun sa khel mere lal ho mere lal desh ke sipahi ka ho desh ke sipahi ka desh ke sipahi ka ho desh ke sipahi ka hum aage badhte jayenge hum dukh se ladte jayenge hum aage badhte jayenge hum dukh se ladte jayenge bech denge ye khilone bech denge ye khilone le lenge talwari dhar le lenge talwari dhar kheloge kaun sa khel mere lal ho mere lal desh ke sipahi ka ho desh ke sipahi ka jo bhi aage aayega apne muh ki khayega jo bhi aage aayega apne muh ki khayega dushman humara taal banega dushman humara taal banega hum banenge dushman ke kaal hum banenge dushman ke kaal kheloge kaun sa khel mere lal ho mere lal jurm ki tabahi ka ho hind ki aazadi ka jurm ki tabahi ka ho hind ki aazadi ka aazadi ko rakhna hai aazadi ko rakhna hai desh ki seva karna hai desh ki seva karna hai hum saput hai hum hi karenge hum saput hai hum hi karenge maa ki god nihal maa ki god nihal