SONG: Khata Maaf Karna Humari Khudaya - खता माफ करना हमारी खुदाया

Khata Maaf Karna Humari Khudaya - खता माफ करना हमारी खुदाया

LYRICS:
khata maf karna khata maf karna humari khudaya khata maf karna khata maf karna humari khudaya na aaya hume na aaya hume pyar karna na aaya na aaya hume pyar karna na aaya khata maf karna dard hai dil me mere aaj bhi halka halka sabar ka jam najar aata hai chhalka chhalka pyar samjhu ya ise teri adaye samjhu aaj tune nibhaya nahi wada kal ka jawani ke din aur mohabbat ki rate rate jawani ke din aur mohabbat ki rate rate khuda ki kasam sab jalane ki bate khuda ki kasam sab jalane ki bate jamane ko humne jamane ko humne bahut aajmaya jamane ko humne bahut aajmaya khata maf karna khak ho jayege hum pyar me jalte jalte dur manjil se nikal jayege chalte chalte dil bhi kabu me nahi aankh bhi pathar nikali bat pahunchi hai kaha dekhiye chalte chalte mohabbat me diwana ban ke bhi dekha mohabbat me diwana ban ke bhi dekha jamane se begana ban ke bhi dekha jamane se begana ban ke bhi dekha na wo kam aaya na ye kam aaya na wo kam aaya na ye kam aaya khata maf karna humari khudaya na aaya hume na aaya hume pyar karna na aaya na aaya hume pyar karna na aaya khata maf karna