SONG: Khata Ho Kisi Ki Saja Do Kisi Ko - खता हो किसी की सज़ा दो किसी को

Khata Ho Kisi Ki Saja Do Kisi Ko - खता हो किसी की सज़ा दो किसी को

LYRICS:
diljala ya diljali ek ek tamanna jal gayi aag ghar me kya lagi duniya se duniya jal gayi haye khata ho kisi ki kisi ko saza do khata ho kisi ki kisi ko saza do ye insaf kaisa hai itna bata do khata ho kisi ki baharo ke mausam me rona pada hai zara mujhko rona tadapna sikha do khata ho kisi ki bahut yaad aayega bita zamana mera kya mujhe tum bhula do bhula do khata ho kisi ki basai thi kisne murado ki duniya ha murado ki duniya agar chahate ho mitana mita do khata ho kisi ki bade kimti hai mohabbat ke aansu mohabbat ke aansu koi jake un par ye moti luta do khata ho kisi ki kisi ko saza do ye insaf kaisa hai itna bata do khata ho kisi ki