SONG: Khanake Kanganaa Bindiyaa Hanse - ओ खनके

Khanake Kanganaa Bindiyaa Hanse - ओ खनके

LYRICS:
o khanke khanke kangna bindiya hanse khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna hamre angna khanke kangna bindiya hanse aayi main saj ke unke liye jhume ye jhumka jinke liye aayi main saj ke unke liye jhume ye jhumka jinke liye baaje re bichhua kahna maane na khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna hamre angna khanke kangna bindiya hanse saiya ne ulta ghunghata mera maine bhi hans ke mukhda phera haye saiya ne ulta ghunghata mera maine bhi hans ke mukhda phera jaagti ankhiya dekhe ye sapna khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna hamre angna khanke kangna bindiya hanse thamenge jab wo baiya mori darungi ankhiya kajra bhari thamenge jab wo baiya mori darungi ankhiya kajra bhari kahungi balma humko chhuo na khanke khanke kangna bindiya hanse aayenge sajna hamre angna khanke kangna bindiya hanse