Khamoshiyan (Title Song) LyricsKhamoshiyan
LYRICS:
Khamoshiyan (Title Song) Lyrics
Khamoshiyan aawaaz hain Tum sun’ne to aao kabhi
Chhukar tumhe khill jaayengi Ghar inko bulaao kabhi
Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zaraa..Khamoshiyan..
teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
lipti hui khamoshiyan Kya uss gali mein kabhi tera jaana hua Jahaan
se zamaane ko guzre zamaana hua Mera samay toh
wahin pe hai thehra hua Bataaun tumhe kya mere
sath kya kya hua Khamoshiyan ek saaz hai Tum dhun koi laao zaraa
Khamoshiyan alfaaz hain
Kabhi aa gunguna le zara
Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zaraa..
haa..Khamoshiyan..
teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
lipti hui khamoshiyan
Nadiya ka paani bhi khamosh behta yahaan
Khili chandani mein chhipi lakh khamoshiyan
Baarish ki boondon ki hoti kahaan
hai zubaan
Sulagte dilon mein hai khamosh uthta dhuaan
Khamoshiyan aakaash hai Tum udne toh
aao zara
Khamoshiyan ehsaas hai Tumhe mehsoos hoti hai kya Beqarar hain baat karne ko Kehne do inko zara..
haa..Khamoshiyan..
teri meri khamoshiyan
Khamoshiyan..
lipti hui khamoshiyan
Singh More Songs