SONG: Khamoshi Khud Apni Sada Ho - ख़ामोशी खुद अपनी सदा हो

Khamoshi Khud Apni Sada Ho - ख़ामोशी खुद अपनी सदा हो

LYRICS:
khamoshi khud apni sada ho aisa bhi ho sakta hai khamoshi khud apni sada ho aisa bhi ho sakta hai sannata hi gunj raha ho sannata hi gunj raha ho aisa bhi ho sakta hai khamoshi khud apni sada ho aisa bhi ho sakta hai mera maaji mujh se bichad kar kya jaane kis haal mein hai mera maaji mujh se bichad kar kya jaane kis haal mein hai meri tarah wo bhi tanha ho mera maaji mujh se bichad kar kya jaane kis haal mein hai aisa bhi ho sakta hai khamoshi khud apni sada ho aisa bhi ho sakta hai sehra sehra kab tak main dhundu ulfat ka ek aalam sehra sehra kab tak main dhundu ulfat ka ek aalam aalam aalam ek sehraa ho aalam aalam ek sehraa ho aisa bhi ho sakta hai khamoshi khud apni sada ho aisa bhi ho sakta hai ahle tufaan soch rahe hain saahil duba jaata hai ahle tufaan soch rahe hain saahil duba jaata hai khud unka dil dub raha ho khud unka dil dub raha ho aisa bhi ho sakta hai khamoshi khud apni sada ho aisa bhi ho sakta hai sannata hi gunj raha ho sannata hi gunj raha ho aisa bhi ho sakta hai khamoshi khud apni sada ho aisa bhi ho sakta hai