SONG: Khamosh Nazare Hai Phike - खामोश नजारें हैं फिके

Khamosh Nazare Hai Phike - खामोश नजारें हैं फिके

LYRICS:
khamosh nazare hain phike phike taare khamosh nazare hain phike phike taare aakash ke taare hain ki aansu hain hamare khamosh nazare hain phike phike taare aakash ke taare hain ki aansu hain hamare khamosh nazare neend hamko nahi, neend hamko nahi aag jigar me jal rhai hain aag jigar me jal rahi hain aaja tu kaha hain, jazar tujhe dhundh rahi hain heere tut tut ke aankho ke sitare heere tut tut ke aankho ke sitare aakash ke tare hain ki aansu hain hamare khamosh nazare dil hain duba hua, dil hain duba hua chand bhi duba ja raha hain chand bhi duba ja raha hain jis din se bichhad kar sanam pardes gaya hain gaye ruth ruth ke jeene ke sahare gaye ruth ruth ke jeene ke sahare aakash ke taare hain ki aansu hain hamare khamosh nazare hain phike phike taare aakash ke taare hain ki aansu hain hamare khamosh nazare