SONG: Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke - खामोश फ़साना है, खामोश फ़साना है

Khamosh Fasana Hai Duniya Se Chup Chup Ke - खामोश फ़साना है, खामोश फ़साना है

LYRICS:
khamosh fasana hai, khamosh fasana hai duniya se chhup chhup ke ho duniya se chhup chhup ke baalam ko sunana hai baalam ko sunana hai chhoti si kahani hai chhoti si kahani hai jinse chhupai thi, chhupai thi ab unko sunani hai jinse chhupai thi, chhupai thi ab unko sunani hai ab unko sunani hai kya rog laga ke baithe haay kya rog laga ke baithe ankhiya milaate hi, ho balma hum jaan gava baithe ankhiya milaate hi, ho balma hum jaan gava baithe hum jaan gava baithe ye rog nirala hai ye rog nirala hai jaano jigar deke, ho sajni is rog ko paala hai jaano jigar deke, ho sajni is rog ko paala hai is rog ko paala hai ab kis ki dua maangu ab kis ki dua maangu mil gaye jab tumhi hi ab aur mai kya maangu mil gaye jab tumhi hi ab aur mai kya maangu dono ka bhala maango dono ka bhala maango sath rahe hum tum, rahe hum tum bas itni dua maango sath rahe hum tum, rahe hum tum bas itni dua maango bas itni dua maango