SONG: Khafa Na Hona Agar Mai Punchhu - खफा ना होना अगर मैं पुछू

Khafa Na Hona Agar Mai Punchhu - खफा ना होना अगर मैं पुछू

LYRICS:
khafa na hona agar main puchhu kaha se paya ye husn o sabab tumne khafa na hona agar main puchu kaha se paya ye husn o sabab tumne kaho dekhe hai kabhi bhule se apne galo pe khilte gualab tumne khafa na hona agar main puchu suna jo apna jikar jara aankhe hai sarmayi hui suna jo apna jikar jara aankhe hai sarmayi hui jism simata chala gaya ruh hai sarmayi hui sadgi me bhi sokhi ka andaz hai khafa na hona agar mai puchu kaha se paya ye husn o sabab tumne khafa na hona agar main puchu chand ko humne chand kaha or kuchh apni bhul nahi chand ko humne chand kaha or kuchh apni bhul nahi kaise khulti apni juba hote na tum agar hasi sari mahfil se pucho ke kya hal hai khafa na hona agar main puchu kaha se paya ye husn o sabab tumne khafa na hona agar main puchu kaha se paya ye husn o sabab tumne kaho dekhe hai kabhi bhule se apne galo pe khilte gualab tumne khafa na hona agar mai puchu