SONG: Khaamosh Nigaahe Ye Sunaati Hai Kahani - ख़ामोश निगाहें ये सुनाती हैं कहानी

Khaamosh Nigaahe Ye Sunaati Hai Kahani - ख़ामोश निगाहें ये सुनाती हैं कहानी

LYRICS:
khamosh nigahe ye sunati hai kahani khamosh nigahe ye sunati hai kahani lo aaj chali thokre khane ko jawani khamosh nigahe khamosh nigahe ye man liya panchi ye man liya kat liye par hai kisi ne par dil ki kahani to hai piya ko sunani khamosh nigahe khamosh nigahe harsu hai andhera to diya ek bhi jale kyon phuti hui kismat ko hai ab thokre khani khamosh nigahe khamosh nigahe hai rat suhani diye jalte hai hazaro hai rat suhani diye jalte hai hazaro hasrat ke andhere se bani aaj diwani aj diwani khamosh nigahe khamosh nigahe shayad ye tere ujde hue dil ki hai tasavir pani ki ravani me chirago ki ravani khamosh nigahe khamosh nigahe ghar bar ujada teri furqat me junu se sine se laga rakhi hai ek teri nishani ek teri nishani khamosh nigahe khamosh nigahe bazar me dhundha tujhe galiyon me pukara afasos kisi ne na suni aur na mani aur na mani khamosh nigahe khamosh nigahe din-rat tujhe dhoondh rahi aye din-rat tujhe dhoondh rahi hai meri ankhen jayenge jaha le chale ashko ki ravani khamosh nigahe khamosh nigahe takdir dar-e-yar pe akhir mujhe layi ha takdir dar-e-yar pe akhir mujhe layi sun dil ki kahani meri ankho ki zubani khamosh nigahe khamosh nigahe