SONG: Khaali Haath Shaam Aayi Hai - खाली हाथ शाम आई हैं

Khaali Haath Shaam Aayi Hai - खाली हाथ शाम आई हैं

LYRICS:
khali hath sham aayi hai khali hath sham aayi hai khali hath jayegi khali hath sham aayi hai aaj bhi na aaya koi aaj bhi na aaya koi khali laut jayegi khali hath sham aayi hai khali hath jayegi khali hath sham aayi hai aaj bhi na aaye aansu aaj bhi na bheege naina aaj bhi na aaye aansu aaj bhi na bheege naina aaj bhi ye kori raina aaj bhi ye kori raina kori laut jayegi khali hath sham aayi hai khali hath jayegi khali hath sham aayi hai raat ki siyahi koi aaye to mitaye na raat ki siyahi koi aaye to mitaye na aaj na mitaai to ye aaj na mitaya to ye kal bhi laut aayegi khali hath sham aayi hai khali hath jayegi khali hath sham aayi hai aaj bhi na aaya koi aaj bhi na aaya koi khali laut jayegi khali hath sham aayi hai khali hath jayegi khali hath sham aayi hai