SONG: Kehti Hai Thandi Hawa Ye Rut Ye Sama - कहती हैं ठंडी हवा ये रुत ये समां

Kehti Hai Thandi Hawa Ye Rut Ye Sama - कहती हैं ठंडी हवा ये रुत ये समां

LYRICS:
kehti hai yeh thandi hawa kehti hai yeh thandi hawa yeh rut yeh sama aise na ganwa kehti hai yeh thandi hawa mausam ke labon par ek raag hai lehron mein sulagti ek aag hai mausam ke labon par ek raag hai lehron mein sulagti ek aag hai aise mein kahan hai tu saaz utha kehti hai yeh thandi hawa yeh rut yeh sama aise na ganwa kehti hai yeh thandi hawa naiya ki tarah hai yeh zindagi jaayegi kahaan mat soch kabhi naiya ki tarah hai yeh zindagi jaayegi kahaan mat soch kabhi manzil se tujhe kya yeh gham na laga kehti hai yeh thandi hawa yeh rut yeh sama aise na ganwa kehti hai yeh thandi hawa