SONG: Kehti Hai Tere Pyar - कहती है तेरे प्यार

Kehti Hai Tere Pyar - कहती है तेरे प्यार

LYRICS:
kahti hai tere pyar ki mujhse kahaniya kahti hai tere pyar ki mujhse kahaniya teri nishaniya teri nishaniya teri nishaniya teri nishaniya barbad ho ke rah gayi dono jawaniya teri nishaniya teri nishaniya daman bahar ka mere hatho se chhut gaya chamn mera lut gaya mera lut gaya daman bahat ka mere hatho se chhut gaya chamn mera lut gaya mera lut gaya dil se lagaye baitha hu teri nishaniya dil se lagaye baitha hu teri nishaniya teri nishaniya teri nishaniya tare wohi hai chand wohi hai wo hi rat hai magar gam ki bat hai gam ki bat hai tare wohi hai chand wohi hai wo hi rat hai magar gam ki bat hai gam ki bat hai ek tu nhi jo tujhse kahu ye kahniya ek tu nhi jo tujhse kahu ye kahniya teri nishaniya teri nishaniya gujre huye dino ko main aawaj du kaha milta nhi nishan milta nahi nishan gujre huye dino ko main aawaj du kaha milta nhi nishan milta nahi nishan aaja ki kah raha hu main teri kahniya aaja ki kah raha hu main teri kahniya teri nishaniya teri nishaniya teri nishaniya teri nishaniya