SONG: Kehta Tha Zamana Magar (Sad) - कहता था ज़माना मगर

Kehta Tha Zamana Magar (Sad) - कहता था ज़माना मगर

LYRICS:
kehta thha zamaana aa kehta thha zamaana aa aa magar hamne na maana mushkil hai bahut pyar ki rasmon ko nibhana aa aa rasmon ko nibhana ik aag kaa dariya hai aur doob ke jaana aur doob ke jaana ab leke kahan jaun ab leke kahan jaun jagne ka janaza jeene ka sahara hai na aa jeene ka sahara hai na marne ka thhikana aa marne ka thhikana ik aag ka dariya hai aur doob ke jaana aur doob ke jaana itni badi duniya me itni badi duniya me sahara nahin milta ae maut koi dhundh le ae maut koi dhundh le aane ka bahaana aa aane ka bahana ik aag kaa dariya hai aur doob ke jana aur doob ke jana