SONG: Kehta Tha Zamana, Magar Humne Na Maana - कहता था ज़माना, मगर हमने ना माना

Kehta Tha Zamana, Magar Humne Na Maana - कहता था ज़माना, मगर हमने ना माना

LYRICS:
kehta tha zamana kehta tha zamana magar hamne na mana mushkil hai bahut pyar ki rasmo ko nibhana, rasmo ko nibhana ek aag ka dariya hai or dub ke jana or dub ke jana hamne bhi gujre dil se suna tha ye fasana hamne bhi gujre dil se suna tha ye fasana julfo ke hasi jal me, julfo ke hasi jal me dil ko na fasana, dil ko na fasana ek aag ka dariya hai or dub ke jana or dub ke jana mumkin nahi takdir ke mumkin nahi takdir ke likhe ko mitana katil hua karta hai katil hua karta hai nigaho ka nishana ab dil ko bachana ek aag ka dariya hai or dub ke jana or dub ke jana or dub ke jana