SONG: Kehne Wale Kehte Hai - कहने वाले कहते हैं

Kehne Wale Kehte Hai - कहने वाले कहते हैं

LYRICS:
kahne wale kahte hai bhagwan ki duniya gol hai ae ji hamne chakkar khake dekha badi dhol mein pol hai bhag ki bhi bhagwan ne bhaiya ajab banai rekha gadhe ko hathi par chadhkar halwa khate dekha are jamana badal gaya hai mera seena dhadka ae ji chhodke sadi paint pahan ke ladki ban gayi ladka naak hai inki chinchapokli aankh aasansol hai hamne chakkar khake dekh lo ye shurviro ki khadi santaan hai gaal hai chichake huye aur kamar jo hai wo tedhi kaman hai aankh mein surma hai dale ye janane saab hai jinda inke baap hai aur munche inki saaf hai bade suhane lagte hai ye suno door ke dhol hai hamne chakkar khake dekh lo in aurato ki jinki do do chotiya ghumti hai motro mein ham pakate rotiya inke faisan ne hamara to deewala kar diya bik gaye baratan hamare rah gayi langotiya devi ji ne ghar garhsthi kar di danwandol hai hamne chakkar khake jab se murdo ne munda daali hai muchh aur dadhiya tab se hamne bhi pahanni chhod di hai sadiya galo par paudar aur lali jab lagaane tum lage tab se ghar ko chhodkar daftar ko jane ham lage ab to mauj karegi ham tum sab ka bistar gol hai hamne chakkar khake