SONG: Kehne Pe Agar Main Aaya - कहने पे अगर मैं आया

Kehne Pe Agar Main Aaya - कहने पे अगर मैं आया

LYRICS:
kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga julfo ka teri, janewafa rat kahunga kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga julfo ka teri, janewafa rat kahunga kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga kahne pe agar main aayi, ek bat kahungi teri ada ko pyar ki teri ada teri ada ko pyar ki, saugat kahungi kahne pe agar main aayi, ek bat kahungi dil se lagale soniye sharmana chhod de dil se lagale soniye sharmana chhod de mausam ye kah raha hai ke itrana chhod de ye bat kahunga kabhi ho ye bat kahunga kabhi, wo bat kahunga kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga kitna hai jurm raste pe, ladki ko chedna kitna hai jurm raste pe, ladki ko chedna daman pekad ke khichna, daman na chodna hatho me tera hath hai ho hatho me tera hath hai, main sath kahungi kahne pe agar main aayi, ek bat kahungi raho pe aise chal na, jawani uchal ke raho pe aise chal na, jawani uchal ke sine pe apne daal tu ,aachal sambhal ke dono ke mil gaye hai ha dono ke mil gaye hai, khyalat kahunga kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga nas nas me bas gaya hai, tera pyar kya karu nas nas me bas gaya hai, tera pyar kya karu itni hu bekarar mere yara kya karu tu din ko agar raat kahe ho tu din ko agar raat kahe, raat kahungi kahne pe agar main aayi, ek baat kahungi teri ada ko pyar ki teri ada teri ada ko pyar ki, saugat kahungi kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga julfo ka teri, janewafa rat kahunga kahne pe agar main aaya, ek bat kahunga ek bat kahunga ek bat kahungi, haye ek bat kahunga ho ek bat kahungi