SONG: Ke Usane Pee Hai Pehalee Baar - नशा पिलाके गिराना तो सबको आता हैं

Ke Usane Pee Hai Pehalee Baar - नशा पिलाके गिराना तो सबको आता हैं

LYRICS:
nasha pilaake girana toh sabko aata hai maja toh jab hai ke girto ko tham le saaki usko gale lagana saaki usko gale lagana saaki usko gale lagana saaki ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar sabko muft pilana saaki sabko muft pilana saaki ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar waise toh pinewaalo ko jaam pe jaam tu deta hai waise toh pinewaalo ko jaam pe jaam tu deta hai waise toh pinewaalo ko jaam pe jaam tu deta hai uske liye kam lana saaki uske liye kam lana saaki ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar pikar aadmi kitana behake aur kitana hoshiyaar rahe pikar aadmi kitana behake aur kitana hoshiyaar rahe pikar aadmi kitana behake aur kitana hoshiyaar rahe usko ye samjhana saaki usko ye samjhana saaki ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar raashid maikhane se nikalkar rasta bhul bhi sakta hai raashid maikhane se nikalkar rasta bhul bhi sakta hai raashid maikhane se nikalkar rasta bhul bhi sakta hai usko ghar pahunchana saaki usko ghar pahunchana saaki ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar usko gale lagana saaki usko gale lagana saaki ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar sabko muft pilana saaki sabko muft pilana saaki ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar ke usne pee hai pehali baar