SONG: Ke Jaan Chali Jaye, Jiya Nahi Jaye - के जान चली जाए, जिया नहीं जाए

Ke Jaan Chali Jaye, Jiya Nahi Jaye - के जान चली जाए, जिया नहीं जाए

LYRICS:
karaar khoyaa mohabbat me is zamaane ne ye baat sach hi kahi hai kisi divaane ne ke jaan chali jaaye jiyaa nahi jaaye jiyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye ke jaan chali jaaye jiyaa nahi jaaye jiyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye ye ilzaam sar pe liyaa nahi jaaye liyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye ke jaan chali jaaye ho zamaane me nahi divaana hum sa zamaane me nahi divaana hum sa divaana nahi ye zamaana hum sa ye kyaa jaane ye kyaa samajhe ye baate pyaar ki ye kyaa jaane ye kyaa samajhe ye baate pyaar ki ke pyaar har kisi se kiya nahi jaaye kiya jaaye to phir jiyaa nahi jaaye ke jaan chali jaaye ho
na aaye kabhi nind na aaya hai karaar na aaye kabhi nind na aaya hai karaar hamaari tauba hum nahi karenge pyaar bas laao dil hamara hamko de do o sanam bas laao dil hamara hamko de do o sanam ye dil le ke vaapas diyaa nahi jaaye diyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye ke jaan chali jaaye ho churaa ke nazre na dekho tum ye phul churaa ke nazre na dekho tum ye phul suno ye berukhi hume nahi kubul yaa hum jaaye ya keh do ye bahaar chali jaaye yaa hum jaaye ya keh do ye bahaar chali jaaye bahaar chali jaaye piyaa nahi jaaye piyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye ke jaan chali jaaye jiyaa nahi jaaye jiyaa jaaye to phir jiyaa nahi jaaye ke jaan chali jaaye