SONG: Ke Bachpan Kisi Ka Jawani Kisi Ki - के बचपन किसी का जवानी किसी की

Ke Bachpan Kisi Ka Jawani Kisi Ki - के बचपन किसी का जवानी किसी की

LYRICS:
azab dasta hai meri jindagi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki azab dasta hai meri jindagi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki mukaddar ne mujhse ye kya dillagi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki alag sabse hai meri dunia ki rashme alag sabse hai meri dunia ki rashme juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me na pucho kahani meri bebasi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki sikhaya gaya hai isharo pe chalna sikhaya gaya hai isharo pe chalna nigahe badalna dilo ko masalna nigahe badalna dilo ko masalna ada har ada meri hai bekashi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki azab dasta hai meri jindagi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki ke bachpan kisi ka jawani kisi ki