SONG: Kavita Naam Hai Gyan Ka - कविता नाम हैं ज्ञान का

Kavita Naam Hai Gyan Ka - कविता नाम हैं ज्ञान का

LYRICS:
kavita nam hai gyan ka ise likhne wale gyani unka beta bane kavi ye hai uski nadani dhor caharane wale bhasah ke ras ko kya jane aise kavi to kala akshar bhais barabar maane aise kavi duboye lutiya kavita likhne walo ki aise kavi duboye lutiya kavita likhne walo ki nai kalpana gai bhad me dhum machi naksalo ki dhor chalane walo ki gyan prabhu ki dain hai nahi kisi ki ye jahgir jag ko budhi daine wala dekhe na garib amir ramayan se badh kar acha or nahi koi naik uske likhne wale daku walmiki ko dekh jat pat na puche koi kavita likhne walo ki jat pat na puche koi kavita likhne walo ki mehfil chod bani ye dasi bojh uthane gwalo ki kavita likhne walo ki badha kavi hai kahi ka to ek bat bata jagat me pehle pehail pehla chand kisne likha sawal itna bada hai jawab chota sa jagat vo chand hai jagdish ne ise ikha banaya jisne ye sansar uska rup hai kya kisi ne aaj talak usko ankh se dekha hawa nazar nahi aati hawa ka rup hai jo kuch nazar me hai parmatma ka rup to hai hai muh chota or bat badi zara jawab do hai din bada ya rat badi bhla ye puchi hai tumne kaha ki bat badi kabhi ke din hai bade or kabhi ki rat badi tumhari bat me kavita ka ras nahi aya jawab mane jo socha tha vo nahi aya hai muh chota or bat badi hai din garib ka dhanwan ki hai rat badi