SONG: Kauva Chala Hans Ki Chaal Aakhir Bhoola Apni Chaal - कौवा चला हंस की चाल आखिर भूला अपनी चाल

Kauva Chala Hans Ki Chaal Aakhir Bhoola Apni Chaal - कौवा चला हंस की चाल आखिर भूला अपनी चाल

LYRICS:
kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola kauwa chaala hans ki chaal apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola kauwa chaala hans ki chaal dunia bhar ki sair ko dekho nikla hai ye kauwa udte udte is nagri me aa pahucha hai kauwa bulbul ka har geet churakar gata hai ye kauwa auron ki nakkali par ye jeeta hai ye kauwa kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola kauwa chala hans ki chaal paisa waisa paas nahi hai bhuka hai bechara manjil manjil pet ke khatir phirta hai aawara auron ki jo rees karega wo to hai diwana pathar kaise ban sakta hai chandi ka paimana kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola kauwa chaala hans ki chaal