SONG: Kaun Tere Man Bhaaya - कौन तेरे मन भाया

Kaun Tere Man Bhaaya - कौन तेरे मन भाया

LYRICS:
kaun tere man bhaya ho kaun tere man bhaya man bhaya kisne hai tujhko apnaya tujhko apnaya kaun tere man bhaya kisne nindo mein sapno ka sundar taaj sajaya kisne nindo mein sapno ka sundar taaj sajaya kaun tere man bhaya ho kaun tere man bhaya man bhaya kisne hai tujhko apnaya tujhko apnaya kaun tere man bhaya soi umange jaag uthi hai leke ek angdaai kisne man mandir ke andar aasha jyot jagaai tumhe man meet banaya ho tumhe man meet banaya haan meet banaya kisne hai tujhko apnaya tujhko apnaya kaun tere man bhaya aankho mein duniya saaje kyu kaanto ki jalti lay par chanchal man ki bina baaje