SONG: Kaun Si Hai Woh Cheez Jo Yaha Nahi Milti - कोन सी है वो चीज जो यहाँ नहीं मिलती

Kaun Si Hai Woh Cheez Jo Yaha Nahi Milti - कोन सी है वो चीज जो यहाँ नहीं मिलती

LYRICS:
kon si hai vo chij jo yaha nahi milti kon si hai vo chij jo yaha nahi milti sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti kon si hai vo chij jo yaha nahi milti sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti ma nahi milti yaad kisi ko ho, to aisi bat sunaye jisme kahi na kahi ma ka naam na aaye duniya me koi aisi dasta nahi milti, ho sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti kon si hai vo chij jo yaha nahi milti sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti ha ma nahi milti jinki ma hoti hai, khush kismat hote hai jinki ma nahi hoti, jivan bhar rote hai jinki ma hoti hai, khush kismat hote hai jinki ma nahi hoti, jivan bhar rote hai jism unhe milte hai lekin jaa nahi milti sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti ha ma nahi milti mandir pe bhi aye man kuch rahi nahi rukte ishwar ke aage bhi kitne sar nahi jhukte ma ko na mane wo zuba nahi milti sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti ha ma nahi milti kon si hai vo chij jo yaha nahi milti sab kuch mil jata hai lekin ha ma nahi milti ha ma nahi milti