SONG: Kaun Samjhega Dil Aane Ke Dhang Nirale Hai - कौन समझेगा दिल आने के ढ़ंग निराले है

Kaun Samjhega Dil Aane Ke Dhang Nirale Hai - कौन समझेगा दिल आने के ढ़ंग निराले है

LYRICS:
kaun samjhega kise samjhau dil rone ki bat ye samjhne ka fasana hai na samjhane ki bat dil aane ke dhang nirale hai dil aane ke dhang dil aane ke dhang nirale hai dil aane ke dhang dil se majbur sab dilwale hai dil aane ke dhang dil aane ke dhang nirale hai dil aane ke dhang kabhi ankhiya milane pe aata hai dil kabhi aankhe bachane pe aata hai dil kabhi ankhiya milane pe aata hai dil kabhi aankhe bachane pe aata hai dil wohi anhkiya jinhe hamse matlb nahi unhi ankhiyo ke hum matwale hai dil aane ke dhang dil aane ke dhang nirale hai dil aane ke dhang unko dekha to dunia badalne lagi nazre bahki tabiyat machalne lagi dil ki dhadkan isharo pe chalne lagi unko dekha to dunia badalne lagi nazre bahki tabiyat machalne lagi dil ki dhadkan isharo pe chalne lagi badi himmat se kabu me rakha hai dil badi mushkil se hosh sambhale hai dil aane ke dhang dil aane ke dhang nirale hai dil aane ke dhang dil se majbur sab dilwale hai dil aane ke dhang dil aane ke dhang nirale hai dil aane ke dhang