SONG: Kaun Sa Tara Chand Ko Pyara - कौन सा तारा चाँद को प्यारा

Kaun Sa Tara Chand Ko Pyara - कौन सा तारा चाँद को प्यारा

LYRICS:
bujho bujho aye dilwalo kon sa tara chand ko pyara lakho tare chand ye ek hai kisse ab kisse preet nibhaye punam wali rat me apne rat me apne tan man ko jhulsaye jal jal jaye virah agan me jal jal jaye virah agan me khud ka hi ujiyara kon sa tara chand ko pyara bujho bujho aye dilwalo kon sa tara chand ko pyara koi unse baat kare to koi kare ishare dur dur ankho se chupke koi use pukare sab ke man me lagan hai uski sab ke man me lagan hai uski sabhi ne dil hai hara kon sa tara chand ko pyara bujho bujho aye dilwalo kon sa tara chand ko pyara kis kis ko ye chand bechara man ka ha man ka bhed bataye man ka bhed bataye preet hai jisse usse to wo chup chup ankh milaye tumse tumse nahi ji tumse tumse nahi ji tumse tumse pyaar hamara kon sa tara chand ko pyara bujho bujho aye dilwalo kon sa tara chand ko pyara kon sa tara chand ko pyara