SONG: Kaun Kahta Hai Tujhe - कौन कहता हैं तुझे

Kaun Kahta Hai Tujhe - कौन कहता हैं तुझे

LYRICS:
kaun kahta hai tujhe maine bhula rakha hai kaun kahta hai tujhe maine bhula rakha hai teri yado ko kaleje se lga rakha hain teri yado ko kaleje se lga rakha hain lab pe aahe bhi nahi aankh me aasu bhi nahi lab pe aahe bhi nahi aankh me aasu bhi nahi dil ne har raz mohabbat ka chupa rakha hai
dil ne har raz mohabbat ka chupa rakha hai tune jo dil ke andhere me jalaya tha kabhi tune jo dil ke andhere me jalaya tha kabhi wo diya aaj bhi sine me jala rakha hai wo diya aaj bhi sine me jala rakha hai dekh ja aake mahakte hue jakhmo ki bahar maine ab tak tere gulshan ko saja rakha hai kaun kahta hai tujhe maine bhula rakha hai