SONG: Kaun Jane Har Bahane Kyo Mera Dil Laga Muskurane - कौन जाने हर बहाने क्यूँ मेरा दिल लगा मुस्कुराने

Kaun Jane Har Bahane Kyo Mera Dil Laga Muskurane - कौन जाने हर बहाने क्यूँ मेरा दिल लगा मुस्कुराने

LYRICS:
kaun jane har bahane kyu mere dil laga muskurane kaun jane har bahane kyu mere dil laga muskurane kaun jane chandani kyu satane lagi hai kyu hasi lab pe aane lagi hai kyu najar hai jhuki sans kyu hai ruki jan dagmagane lagi dil me chupke chupke se chede ye rangin tarane kaun jane har bahane kyu mere dil laga muskurane kaun jane hai hawa me asar ragini ka dil dhadkata hai shayad kisi ka wo nashili najar jag uthi hai idhar cha gaya kyu shama bekhudi ka kuch sawar ke kuch bihkar ke jane dil ne kahe sab fasane kaun jane har bahane kyu mere dil laga muskurane kaun jane