SONG: Kaun Hu Main Kaun Ho Tum - कौन हूँ मैं कौन हो तुम

Kaun Hu Main Kaun Ho Tum - कौन हूँ मैं कौन हो तुम

LYRICS:
kaun hu mai kaun hai tu kaun hu mai kaun hai tu yaha kisi ko kisi ki khabar nahi chalo bata de sabhi ko magar nahi kaun hu mai kaun hai tu kaun hu mai kaun hai tu yaha kisi ko kisi ki khabar nahi chalo bata de sabhi ko magar nahi kaun hu mai kaun hai tu hey kaun hu mai humko tumko yaad hoke na ho apna koi naam to jarur hai arey humko tumko yaad hoke na ho apna koi naam to jarur hai hotho pe wo aaye ke na aaye aankho me paigam to jarur hai ruki hui si yuhi ye nazar nahi chalo bata de sabhi ko magar nahi kaun hu mai kaun hai tu hey kaun hu mai nind se kaho abhi na aao sone me zara si abhi der hai ho nind se kaho abhi na aao sone me zara si abhi der hai arey honi hai jo bat us baat ke hone me zara si abhi der hai ho o abhi to hua nashe ka bhi asar nahi chalo bata de sabhi ko magar nahi kaun hu mai kaun hai tu hey kaun hu mai kaun hai to yaha kisi ko kisi ki khabar nahi chalo bata de sabhi ko magar nahi kaun hu mai kaun hai tu kaun hu mai kaun hai tu hey kaun hu mai