SONG: Kaun Hai Jo Sapanon Men Aayaa, Kaun Hai Jo Dil Men Samaayaa - कौन है जो सपनों में आया, कौन है जो दिल में समाया

Kaun Hai Jo Sapanon Men Aayaa, Kaun Hai Jo Dil Men Samaayaa - कौन है जो सपनों में आया, कौन है जो दिल में समाया

LYRICS:
kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya o priya, o priya zindagi ke har ik mod pe mai git gata chala ja raha hu zindagi ke har ik mod pe mai git gata chala ja raha hu bekhudi ka ye alam na puchho manzilo se badha ja raha hu manzilo se badha ja raha hu kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya o priya, o priya saj gayi aaj sari dishaye, khul gayi aaj jannat ki rahe saj gayi aaj sari dishaye, khul gayi aaj jannat ki rahe husn jabse mera ho gaya hai, mujhpe padti hai sabki nigahe mujhpe padti hai sabki nigahe kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya o priya, o priya jism ko maut aati hai lekin ruh ko maut aati nahi hai jism ko maut aati hai lekin ruh ko maut aati nahi hai ishq roshan hai roshan rahega, roshani iski jaati nahi hai roshani iski jaati nahi hai kaun hai jo sapno me aaya, kaun hai jo dil me samaya lo jhuk gaya asama bhi ishq mera rang laya o priya, o priya, o priya