SONG: Kaun Albeli Akeli Jamuna Nahaaye Re - कौन अलबेली अकेली जमुना नहाये रे

Kaun Albeli Akeli Jamuna Nahaaye Re - कौन अलबेली अकेली जमुना नहाये रे

LYRICS:
kaun albeli akeli jamuna nahaye re jamuna nahaye re kaun albeli akeli jamuna nahaye re jamuna nahaye re mad bhari matwari prem lahariya mad bhari matwari prem lahariya lipat lipat ang jaye re jamuna nahaye re sham rang pani ang chume bar bar re bhawra chume aake jaise kali ka singar re sham rang pani ang chume bar bar re bhawra chume aake jaise kali ka singar re kajal ki kari dor chume nayan ki kor laz bhari jhuk jhuk jaye re jamuna nahaye re kaun albeli akeli jamuna nahaye re jamuna nahaye re kari kari lat se bahe jal dhara chandarmukhi dekh roye andhiyara kari kari lat se bahe jal dhara chandar mukhi dekh roye andhiyara