SONG: Kaun Aaya Sapano Me Kaun Aaya Re - कौन आया सपनों में कौन आया रे

Kaun Aaya Sapano Me Kaun Aaya Re - कौन आया सपनों में कौन आया रे

LYRICS:
kaun aaya sapno mein kaun aaya re kaun aaya sapno mein kaun aaya re kaun aaya sapno mein kaun aaya re kaun aaya sapno mein kaun aaya re mast mast mein karta ye pyar chhaya re kaun aaya sapno mein kaun aaya kaun aaya kaun aaya naino mein chanchal adaye liye zulfo mein kali ghataye liye naino mein chanchal adaye liye zulfo mein kali ghataye liye aanchal mein thandi hawaye liye kaun aaya sapno mein kaun aaya kaun aaya kaun aaya man mein trange uthata hua soyi umange jagata hua man mein trange uthata hua soyi umange jagata hua bhula hua geet gata hua kaun aaya sapno mein kaun aaya kaun aaya kaun aaya jee bhar hasne do rone do aaj phir bichhde moti pirone aaj ji bhar hasne do rone do aaj phir bichhde moti pirone aaj zulfo ki chhanwo mein sone do aaj kaun aaya sapno mein kaun aaya kaun aaya kaun aaya jamana kahi ruth jaaye na phir ye sapna kahi tut jaaye na phir jamana kahi ruth jaaye na phir ye sapna kahi tut jaaye na phir ye aanchal kahi chhut jaaye na phir kaun aaya sapno mein kaun aaya kaun aaya kaun aaya palat dunga kismat sitaro ko main ubharunga dube sitaro ko main palat dunga kismat sitaro ko main ubharunga dube sitaro ko main mana lunga jake baharo ko main kaun aaya sapno mein kaun aaya kaun aaya kaun aaya