SONG: Kaun Aaya Ki Nigaho Me Chamak Jag - कौन आया कि निगाहों में चमक जाग उठी

Kaun Aaya Ki Nigaho Me Chamak Jag - कौन आया कि निगाहों में चमक जाग उठी

LYRICS:
kaun aaya ki nigaho me chamak jaag uthi dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi kaun aaya ki nigaho me chamak jaag uthi dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi kaun aaya kiske aane ki khabar lekar hawaye aayi kiske aane ki khabar lekar hawaye aayi jism se phul chatakne ki sadaye aayi jism se phul chatakne ki sadaye aayi ruh khilne lagi ruh khilne lagi sanso me mahak jaag uthi dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi kaun aaya ki nigaho me chamak jaag uthi dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi kaun aaya kiske hatho ne mere hatho se kuch manga hai kiske hatho ne mere hatho se kuch manga hai kiske khwabo ne meri rato se kuch manga hai kiske khwabo ne meri rato se kuch manga hai saaj bajne lage saaj bajne lage anachal me dhunak jaag uthi dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi kaun aaya ki nigaho me chamak jaag uthi dil ke soye hue taro me khanak jaag uthi kaun aaya