SONG: Katthai Aankho Vali Ik Ladaki - कत्थई आँखों वाली एक लड़की

Katthai Aankho Vali Ik Ladaki - कत्थई आँखों वाली एक लड़की

LYRICS:
hu hu hu hey hey hey la la la hu hu hu katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai tum mujhe kyu nahi mile pahle roj kah kar mujhse ladti hai katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai tum mujhe kyu nahi mile pahle roj kah kar mujhse ladti hai katthai aankho wali ik ladki hu hu hu hey hey hey la la la hu hu hu gusse ki wo tez hai lekin dil ki behad acchi hai wo kaliyo se bhi naazuk hai aur shahad se mithi hai chehre par hai narm ujale baalo me kaali raate chehre par hai narm ujale baalo me kaali raate hans de wo to moti barse phulo jaisi hai baate katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai tum mujhe kyu nahi mile pahle roj kah kar mujhse ladti hai katthai aankho wali ik ladki hu hu hu hey hey hey la la la hu hu hu mujhko tumse pyar nahi hai ruth ke mujhse kahti hai lekin har kagaj par mera naam wo likhti rahti hai main bhi uska diwana hu kaise usko samjhau main bhi uska diwana hu kaise usko samjhau mujhse milna chhod de wo to main ek din me mar jaau katthai aankho wali ik ladki, ek hi baat par bigadti hai tum mujhe kyu nahi mile pahle roj kah kar mujhse ladti hai katthai aankho wali ik ladki hu hu hu hey hey hey la la la hu hu hu hu hu hu hey hey hey la la la hu hu hu la la lla la la lla