SONG: Kati Umar Hotelon Me, Mare Hasptal Aakar - काटे उम्र होटलों में मरे हस्पताल आकर

Kati Umar Hotelon Me, Mare Hasptal Aakar - काटे उम्र होटलों में मरे हस्पताल आकर

LYRICS:
thi kuch khata kisi ki ye nasib ye likha tha kate umar hotelo me mare haspatal aakar kafan me ye mohabbat ke pujari dekhte jao jamane ne jo ki halat hamari dekhte jao kafan me ye mohabbat ke pujari dekhte jao jamane ne jo ki halat hamari dekhte jao kafan me sone wale ne pucha jindagi kya hai na marte to bata dete jaha ko aashiki kya hai mujhe chahat ne mara hai ise kismat ne mara hai magar kisi apne bhai ko buri niyat ne mara hai lute hai kis tarah dil ke vyapari dekhte jao jamane ne jo ki halat hamari dekhte jao jo ladte the jaha me banke hindu sikh isai wo is manjil par aakar ban gaye apas me hai bhai bhai bata de koi har surat kafan me kyu lapeti hai ye jiwan hai ye pinto hai ye banta singh sethi hai bade hai chain se kya kya khiladi dekhte jao jamane ne jo ki halat hamari dekhte jao